People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Zinda Hu Main-1
Lyricist: Virag Mishra
Album: Zinda(2006)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zinda/Zinda-Hoon-Main-Delirious-Dance-Dub/RBAGaRlDeH4
mout sharminda hai jism jaan
mout sharminda hai jism jaan
sab zinda hai
hawa kafan hai saanse dafan hai
hawa kafan hai saanse dafan hai
mitti mitti hai sang sang
zinda hoon main kiske liye
zinda hoon main kiske liye
zinda hoon main kiske liye

chot ye chuninda hai jakhm ka
chot ye chuninda hai jakhm ka
soukh zinda hai
nabaz zahar hai bahe dard hai
nabaz zahar hai bahe dard hai
mitti mitti hai sang
zinda hoon main kiske liye
zinda hoon main kiske liye
zinda hoon main

beasar hai sab kuch ye khuda
beasar hai sab kuch ye khuda
sharminda hai
hawa kafan hai saanse dafan hai
hawa kafan hai saanse dafan hai
mitti mitti hai sang sang
zinda hoon main kiske liye
zinda hoon main kiske liye
zinda hoon main kiske liye
Kya Main Zinda Hu
Lyricist: Virag Mishra
Album: Zinda(2006)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zinda/Kya-Main-Zinda-Hoon/RSdaVg1iU0s
chal rahi hai saanse kyun
beh rahaa hai lahu kyun
phir bhi kyun nahi lagtaa
kyaa main zindaa hoon
kyaa main zindaa hoon
chal rahi hai saanse kyun
beh rahaa hai lahu kyun
phir bhi kyun nahi lagtaa
kyaa main zindaa hoon
kyaa main zindaa hoon

seene mein hai jalan kyun
tadapti rooh hai kyun
phir bhi kyun nahi lagataa
kyaa main zindaa hoon
kyaa main zindaa hoon
kyaa main zindaa hoon
kyaa main zindaa hoon

dil dhadak ke puchhataa hai
kyaa main zindaa hoon
kya main zindaa hoon
ye suni andheri bekaraari
jana pehchaanaa
dhundhati hai kyun
mitaa huaa naamonishaan
puchhati hai
kyaa main zinda hoon
machalte aankhon se
chhalak jaate hai aansu
chikhati hai bechaini
kya main zindaa hoon
kya main zindaa hoon
kya main zindaa hoon
kya main zindaa hoon
chal rahi hai saanse kyun
beh rahaa hai lahu kyun
Zinda Hu Main
Lyricist: Virag Mishra
Album: Zinda(2006)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zinda/Zinda-Hoon-Main/JR1TQ0x6VXU
maut sharminda jism jaan
maut sharminda jism jaan sab zinda hai
hawa kafn hai saanse dafn hai
hawa kafn hai saanse dafn hai mitti mitti hai sab
zinda hu main kiske liye, zinda hu main kiske liye
zinda hu main kiske liye

maut sharminda jism jaan
maut sharminda jism jaan sab zinda hai
hawa kafn hai saanse dafn hai
hawa kafn hai saanse dafn hai mitti mitti hai sab
zinda hu main kiske liye, zinda hu main kiske liye
zinda hu main kiske liye

chot yeh chuninda zakhm ka
chot yeh chuninda zakhm ka shaukh zinda hai
nabj zehar hai badhe dard hai
nabj zehar hai badhe dard hai mitti mitti hai sab
zinda hu main kiske liye, zinda hu main kiske liye
zinda hu main kiske liye, zinda hu main kiske liye
zinda hu main kiske liye, zinda hu main kiske liye

beasar hai sab kuch yeh khuda
beasar hai sab kuch yeh khuda sharminda hai
hawa kafn hai saanse dafn hai
hawa kafn hai saanse dafn hai mitti mitti hai sab
zinda hu main kiske liye, zinda hu main kiske liye
zinda hu main kiske liye kiske liye
Its Time To Fight
Music: Ramji Gulati
Lyricist: K. Juneja
Tag: Hindi
Video:
dam hai to floor pe aa
dekhu tu cheez hai kya
tere jaise kayi ,aate hain roz yahan
dam hai to floor pe aa
dekhu tu cheez hai kya
tere jaise kayi, aate hain roz yahan

we got the power
lets kill all the crime
its time to celebrate
sing along the rhyme
everybody everybody every everbody

its time to strike, its time to fight
everybody in the house
get ready tonight
its time to strike, its time to fight
everybody in the house
get ready tonight

na kisi ka hai dar, na koi bhi fikar
saari duniya apne action ka karti zikar
jo bhi ring main aaye, use deta hun main cheer
main hun yaha ka king, my name is ranvir

hum na ruke kahin, hum na jhuke kabhi
apni to zindagi action se hai bhari
hum na ruke kahin, hum na jhuke kabhi
apni to zindagi action se hai bhari

hits the bull eye, chahe hai sabhi
jisme junoon hai jeetega wahi

agression hai, tashan hai
jeetna hi apna passion hai
so everybody
its time to strike, its time to fight
everybody in the house, get ready tonight
its time to strike, its time to fight
everybody in the house, get ready tonight

dam hai to floor pe aa
dekhu tu cheez hai kya
tere jaise kayi ,aate hain roz yahan
dam hai to floor pe aa
dekhu tu cheez hai kya
tere jaise kayi, aate hain roz yahan

we got the power
lets kill all the crime
its time to celebrate
sing along the rhyme
everybody everybody every everbody

its time to strike, its time to fight
everybody in the house
get ready tonight
its time to strike, its time to fight
everybody in the house
get ready tonight

na kisi ka hai dar, na koi bhi fikar
saari duniya apne action ka karti zikar
jo bhi ring main aaye, use deta hun main cheer
main hun yaha ka king, my name is ranvir
my name is ranvir
Khuda Khair
Lyricist: Shibani Kashyap
Tag: Hindi
Video:
na tumne kuch kaha, na humne kuch suna
jara si der hi, chala ye silsila
na tumne kuch kaha, na humne kuch suna
jara si der hi, chala ye silsila
ruksat ka waqt aa gaya
na tumne kuch kaha, na humne kuch suna
jara si der hi, chala ye silsila
ruksat ka waqt aa gaya
khuda khair, khuda khair, khuda khair
khuda khair, khuda khair, khuda khair

ye khwaab tha ya kuch aur tha
jo bhi tha na tera tha na mera tha
ye khwaab tha ya kuch aur tha
jo bhi tha na tera tha na mera tha
ek bojh tha jo tar gaya
kuch bikhar sa gaya
khuda khair, khuda khair, khuda khair
khuda khair, khuda khair, khuda khair

ye rang tha ya bas tu mere sang tha
jo bhi tha na jaane kaha gum gaya
ye rang tha ya bas tu mere sang tha
jo bhi tha na jaane kaha gum gaya
jo waqt tha wo gujar gaya
jaane kaha kab kidhar gaya
khuda khair, khuda khair, khuda khair
khuda khair, khuda khair, khuda khair
khuda khair, khuda khair, khuda khair
khuda khair, khuda khair, khuda khair